Android Phone Ki Speed Kaise Badaye Advance Trick


hiii dosto,

Is post ke pahle maine ek post ki hai usme apko Android phone ko kaise speed me chalaye Android ki speed kaise badaye ye bataya hai par ye trick usse bhi asaan aur simple hai iss trick ki help se apka phone bahot jyada speed me work karenga bilkul bhi hang nahi chalenga ekdam fast aur properly work karenga. Agar apke mobile ki RAM 500 mb hai ya usse bhi kam hai to app ye trick jaroor try kare apko bahot help milengi isse apka phone bahot jyada fast chalenga Bilkul bhi hang nahi honga aur slow work karna chod denga. Bahot hi asaan aur simple hai ye trick,par ye trick app sirf android mobile ya Tab par hi try kar sakte hai ye sirf android phone ke liye naki koi other phone. Apka Android phone agar kisi bhi company ka hai to bhi koi problem nahi sirf android hona jaruri hai. Maine aksar dekha hai ek sawal bahot jyada puch gaya hai  sir mera mobile bahot hang chalta hai RAM kaise badaye pls help me. Iske baare mai abhi work kar raha hu kuch din me apko jarur bataunga ki RAM kaise badate hai par aise sawal puchne wale logo ke liye ye trick bahot hi faydemand hai app is trick ko try karke apke phone ko fast kar sakte hai. Ekdam hi simple hai ye jyada se jyada 3-4 step ki hai.

Apne phone ko kaise fast kare

Pahle app apne mobile ke sare running apps clear kare ya close kare ab apne mobile ke phone setting me jaye phone setting me about phone ya about device me jaye about device me niche Build Number naam ka option honga build number par lagatar 7 baar click karte rahe uspar click karne se apke setting me developer option release hoga.

Ab back aye phone setting me apko Developer options naam ka ek option dikhenga uspar click kare usme jane ke baad apko us list me apko niche diye gaye 3 option milenge

Window animation scale ye option me jana hai isme jane ke baad iske apko Animation scale 1X is tarake option honge usme animation off par click kare

Transition animation scale isko bhi animation off karna hai.

Animator Duration scale isko bhi animation off karna hai.

In tinho option ko off kare aur phir back aye aur ek baar mobile restart kare aur phir dekhe kamal apka mobile pahle se bahter aur jyada fast work karenga.
WWW.a2zjankari.blogspot. com

Comments

Popular posts from this blog

MIFEGEST KIT

Mcent Browser 1